![]()
:shoaby: Aaj Apun 28 ki hogaye.. :shoaby:
Ajao Ajao bachha log… refreshment khaao..![]()
3 Cakes for I know innay logo ko aik cake poora nahin parta ![]()
Re: Aaj Apun Ka Happay Badday Hai Ray…
happy birthday
Re: Aaj Apun Ka Happay Badday Hai Ray…
thankoo
No wishes? No Gift? Get out ![]()
Re: Aaj Apun Ka Happay Badday Hai Ray…
acha jaao badday ki khushi main maaf kiya ![]()
Re: Aaj Apun Ka Happay Badday Hai Ray....
happy birthday queen... May you have many more.....
wo Wasi shah ka kia shair tha:
abhi cake pe mom battiyan na bujhao
abhi mujhse mere 28 waan saal na chheeno
Re: Aaj Apun Ka Happay Badday Hai Ray....
Meri bhi bday hai ..3 months ke bad.
Re: Aaj Apun Ka Happay Badday Hai Ray…
@ muqawwee
kinzi ki bachhi ![]()
Re: Aaj Apun Ka Happay Badday Hai Ray....
Meri bhi bday hai ..3 months ke bad.
29 February iss dafa nahin aae gi
Re: Aaj Apun Ka Happay Badday Hai Ray…
![]()
Re: Aaj Apun Ka Happay Badday Hai Ray…
![]()
Re: Aaj Apun Ka Happay Badday Hai Ray…
![]()
Re: Aaj Apun Ka Happay Badday Hai Ray…
Per meri tou 12 feb ko hai ![]()
Re: Aaj Apun Ka Happay Badday Hai Ray…
Happy Birthday Queen!! ![]()
I wish you a very blessed year ahead.
Pass me the samosay please ![]()
Re: Aaj Apun Ka Happay Badday Hai Ray…
aap ne apni umr main 17 din ka izafa kar lia.. qurb e qayamat ke aasar hain
Re: Aaj Apun Ka Happay Badday Hai Ray…
Hadeel bhai gift laye hain?
Re: Aaj Apun Ka Happay Badday Hai Ray…
Kinzzy stop calling me bhai… Im your behen ![]()
Re: Aaj Apun Ka Happay Badday Hai Ray…
17 din ka izafa kese? Mai samjhi Nahi ![]()
Re: Aaj Apun Ka Happay Badday Hai Ray…
Hadeel bhai stop joking Acha ![]()
Re: Aaj Apun Ka Happay Badday Hai Ray…
aw…
ye lo shamoshay ![]()
Re: Aaj Apun Ka Happay Badday Hai Ray…
**29 farvarii **kii paidaaish hotii to Kinzz kii umr is saal 17 saal kii ho jaatii ![]()