Aainay ke soo tukray

uss ka haal kya ho ga
yehi gham satata hai
neend bhi nahi ati
dard bharta jata hai
zindaghi ke rahon main
log hum se khelain hain
eik main bhi tanha thay
soo main bhi akeley hain