main abb tak
bhoola na paya
wo khawbeeda aankhain
aur us ka dilnashin lehja
wo jis ki guftago main shokhiyan
hi sans laitee theen
naqash hain kitaab-e-dil per
us shaks ki yadain
jo khushion ki tarha aaker
rachi aahsas main mairay
wo dharkan ban ker mairay seenay main
Abb bhi dharaktee hai
:k:
Bohat khoob ji...
Ajj yahan kesy?
thankyou:hug:
bas aaisay hi aaya tha yahan…app ki Somewhere out there…
parhi…kuch yaad aagaya…
bas…![]()
Thanks Amarbail
boht achay tele uncle :k:
welcome to poetry sec. ![]()
:)
nice1 :k::k:
mmm
nice
:k:
hayay allah uncle jee ap yahaan:eek:
anyways nice:k: