00000000000000 <===================>
**
**
*Aaghaaz Tou Hota hay Anjaam Naheen Hotaa
Jab Mayree Kahaani main Voh Naam Naheen Hotaa
Jab Zulf Ki Kaalak Main Ghul Jaa’ey Koi Rahi
Bad-naam Sahi Laykin Gum-naam Naheen Hotaa
****Hans Hans Kay Javaa’n Dil K Ham Kiyon Na Chunain Tukrray
Har ShaKhs Ki Qismat Main Inaam Naheen Hotaa
**
Behtey Hovay Aansoo Ne Aankhoo’n Say Kaha Tham Kar
Jo Mai Say Pighal Ja’ey Voh Jaan Naeeh Hotaa