Aagaya bhai aagaya, sab ka pyaara aagaya..

Haaloo janaab-e-walas and janaab-e-walis..

baray mudattoun ke baad CG sahab wapis aagayay hian.. chalain sab achay bachoun ki tarha aakeh CG ko tohfay pesh karain… :cool:

Re: Aagaya bhai aagaya, sab ka pyaara aagaya..

welcome back…sab se pahle to aap Muqwee Bhai kii thread “idioms about animals” visit kareN aur vahaN ai’laan e Khaasam Khaas kareN k aapkii tashreef aavorii ho chukii hai! :smiley:

http://www.paklinks.com/gs/culture-literature-and-linguistics/567284-idioms-about-animals.html
**
apnii nick kii munaasibats e koii moHaavarah zaroor raqam kijiyegaa! **:cb:

Re: Aagaya bhai aagaya, sab ka pyaara aagaya..

aap gaye huay kab se thay? :bummer:

Re: Aagaya bhai aagaya, sab ka pyaara aagaya..

mairi taraf say aap ko pathay (special fodd for CG) :salute:

Re: Aagaya bhai aagaya, sab ka pyaara aagaya..

aap aakar wapis janay kay liyah aai hain ya aai hi nahi hain? :cb:

btw welcome..

Re: Aagaya bhai aagaya, sab ka pyaara aagaya..

main amoman ghadon ko bech kar soota hon khas toor par jo confuse hotay hian unko. :smiley:

Re: Aagaya bhai aagaya, sab ka pyaara aagaya..

mene kisi gadhe ko cofuse nahi dekha
kitne confidence chal rahe hote hein

Re: Aagaya bhai aagaya, sab ka pyaara aagaya..

barii research kii hoi hy aap nai :hmmm:

Re: Aagaya bhai aagaya, sab ka pyaara aagaya..

Chalain hum us may bhi entry marte hain.. aur agar koi idiom nahi to khud bana laingay.. :stuck_out_tongue:

jab say aap yaha pe hain.. hehe.. j/k.. bus yaar hum on off rehtay hain. aap to abhi bachay hain.. yaha pe puranay paapiyon may say aik hum bhi hain. :halo:

dheenchu dheenchu. oh thanku ji.. saath may chutney nahi milay gi.?

yeh aap ke chorta houn.. hum wapis ja keh anay wale wapisi may janay walay wapisiyon ki imdad ke liya wapis ayay hain. :rolleyes:
welcome welcome! :slight_smile:

yeh naye zamanay ki nishani hai.. bhai bhai ko bech deta hai.. :bummer: par hum bhi itni jaldi nahi peecha chortay :wink:

umeed hai ab dekh lia hoga.. confidence to hai.. doosroun ko ghoomanay may hum nay phd kar rakhi hai. :slight_smile:

Re: Aagaya bhai aagaya, sab ka pyaara aagaya..

khe khe

Re: Aagaya bhai aagaya, sab ka pyaara aagaya..

:smack:

Re: Aagaya bhai aagaya, sab ka pyaara aagaya..

Ooyee Hoyee … CG … :hug: … buddy I too came back here after like 5 years … and its really really sooooo nice to c u.

I don’t find any traces of old ppl … in those 2003’s era.

Golden Scorpio / Khanzada / Black Mamba / Shoaib Akhtar / Philanthropist / Ghazal Kisi Ki / Hania / Desi Churail / Zehrila / … All these are missing

Re: Aagaya bhai aagaya, sab ka pyaara aagaya..

who is CG?

Re: Aagaya bhai aagaya, sab ka pyaara aagaya..

going to pray taraweeh. :wave:

Re: Aagaya bhai aagaya, sab ka pyaara aagaya..

:2guns: Don’t come back

Re: Aagaya bhai aagaya, sab ka pyaara aagaya..

:gadha:

Happy Now:smokin:

Gadha bhai welcome!
Meri tarafse apko ghaans ka tohafa!

Re: Aagaya bhai aagaya, sab ka pyaara aagaya..

im also purani…u forgot me :crying:

Re: Aagaya bhai aagaya, sab ka pyaara aagaya..

Hi Gadh-hay!

Welcome back, umeed hay k aap ki jo b confusion thee ab tak doir ho chuki ho gee