aagahi

hum aisee aagahi tak aa kay bhi anjaan rehtay hein
jahan lab seham jatay hein badan bejaan rehtay hein

mohabbat la shaoori jabr hai aur hai qavi itna
ke iss ke saamne sab be sar-o- samaan rehtay hein!

Buhat Achay:k:..

dunya ko meray dil say shakayat ajab si hain
mein kaisay bataoon meray halaat ajab say hain

Wah..

humm

and phir Jabar dast

:k: bohat achay :k:

nice :k::k:

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
and phir Jabar dast
[/QUOTE]

aisay hi jabardast reply diya karein dilsay!

Re: aagahi

This is wonderful observation maheen :k:

meri nahin hai farhat shah ki hai

Yeh aap ke kaun lagte hain? :halo:

[QUOTE]
*Originally posted by maheen sajid: *

aisay hi jabardast reply diya karein dilsay!
[/QUOTE]

aap asay he jabar dast lekha karain hum asay he jabar dast reply diya karain gay... koyee baat nahi agar hamain jabardast jabardast kahtay kahtay jabra hee koyoon na dard karay... phri behi hum kahtay rahain gay....

Jabar dast

bohut khoob:k::k:
thanks…

bhai shah jee hain Farhat kay

jo bhi hein baray achay lagte hein :wink: