Re: Aag
Aag to already jal rahi ho gi naa shair ke seenay mein yaa woh yeh chahta hai ke mehboob us ke mohabbat panay ki koshish karay.
Bara different saa sher hai.
Re: Aag
Aag to already jal rahi ho gi naa shair ke seenay mein yaa woh yeh chahta hai ke mehboob us ke mohabbat panay ki koshish karay.
Bara different saa sher hai.
Re: Aag
Kafi mukhtalif.. aaj jal rahi hai aur usse aur bharkane ka program hai shair ka. :)
Re: Aag
Kafi mukhtalif.. aaj jal rahi hai aur usse aur bharkane ka program hai shair ka. :)
to aag shair ke paas hoi naa bechara shair aur jalanay ke chakkar mein hai
Re: Aag
Shayad uski machis barish main bheeg gai ho ![]()
Re: Aag
ittni jealousy ![]()
Re: Aag
kia bagher jealousy aur possesiveness ke bhi muhabbat hoti hai ![]()