“YouN bichaRna bhi bohat aasaaN na tha uss say magar
jaatay jaatay uss ka woh muR ker dobara daikhna!
jeetnay maiN bhi jahaN jee ka ziyaaN pehlay say hai
aisee baazee haarnay maiN kiya khasara daikhnaa
aaeenay kee aankh hi kuch kum naa thi mairay
liyay
jaanay ab kiya kiya dikhaa-ay gaa tumhara daikhna
aik musht-ae-khaak aur woh bhi hawa ki zud
maiN hai
zindagee ki baibasee ka istay-aara daikhna…”
Kay hum tu Dhoop main baarishh kay woh qatray hain jo gir ker, dar-o-deevar per hi sookh jaatay hain…
~HaY JaZbA JuNoOn ToU HiMmAt Na HaAr JuStUjOo Jo KaRaY Wo ChUaY AsMaAn, MeHnAt ApNi HoGi PeHcHaAn KaBhI Na BhUlO, SaB Ki NaZrOn MaIn.. PAKISTAN KaBhI Na BhUlO, PAKISTAN HaI TuMhArA, PAKISTAN HaI HumArA~
Daiyaar-e-MagHrib se jaane walo!daiyaar-e-Mashriq ke BaasioN ko
Kisi gHareeb-ul-Watan Musafir ki ChaahtoN ka salaam kehnaa
Hamaare Shaam-o-Sehar ka keya Haal poocHte ho ke lam'haa lam'haa
Naseeb in ka bana rahe haiN tumhaare hi Sub'ho Shaam kehnaa