**Ghaalib kah gaye the k:
aadmii ko bhii moyassar nahiiN insaaN honaa
kia waqa’ii aadmii ko insaan bannaa itnaa mushkil aur dushwaar kaam hai?
aapke Khayaal meN kia yeh waqa’ii durust hai? agar hai to kiuN aur agar nahiiN hai to kiuN?**
**Ghaalib kah gaye the k:
aadmii ko bhii moyassar nahiiN insaaN honaa
kia waqa’ii aadmii ko insaan bannaa itnaa mushkil aur dushwaar kaam hai?
aapke Khayaal meN kia yeh waqa’ii durust hai? agar hai to kiuN aur agar nahiiN hai to kiuN?**
Re: aadmii ziyaada yaa insaan?
aap bohat deeep baatein kartay hain
lol…abhi abhii “deep fryer” se nikal k aayaa huN shaayad…is liye! haha
Re: aadmii ziyaada yaa insaan?
too deep for little princess to understand :hinna:
ab to kaii kaii shaadii ho chukii hai Princess kii is liye ab to vo bahooot baRii ho chukii hai…ab to kuchh kaho is topic par! ![]()
Re: aadmii ziyaada yaa insaan?
:no:
abhi bhi kuch nai keh sakti ![]()
kiuN? kia muNh pe mehndii lagaa rakkhi hai k bolne ke qaabil nahiiN lol
![]()
Re: aadmii ziyaada yaa insaan?
deep stuff ![]()
Re: aadmii ziyaada yaa insaan?
HU ![]()
Re: aadmii ziyaada yaa insaan?
Insaan = Insaaniyat :k:
Aadmi = ??? aadmiyat…![]()
Re: aadmii ziyaada yaa insaan?
thats what i meant ![]()
Re: aadmii ziyaada yaa insaan?
aadmiyat, insaaniyat
what's the difference :@:
Re: aadmii ziyaada yaa insaan?
aadmi se aadmiyat hoti hai as adeeba said
& aadmi includes only the gents whereas insaaniyat includes all humans :@:
Re: aadmii ziyaada yaa insaan?
LP…Spot on ![]()
Re: aadmii ziyaada yaa insaan?
adeeba ![]()
shukriya :aliyish: