Re: ~~ Aadhi Nazm~~
kia khoob batwaara haiga g :)
Re: ~~ Aadhi Nazm~~
bohoot khoob Aryaan :k:
khushiyaan sari tum rakh lo or ghum saray main rakh loon. ho gay khushiyaan or ghum adhay adhay ![]()
Re: ~~ Aadhi Nazm~~
Thanks a lot Sheal..:)
Re: ~~ Aadhi Nazm~~
jab puri likh lain gain bata daina me tareef kaR dalay ghi :D
PS; nice sharing :)
Re: ~~ Aadhi Nazm~~
buhut khoobsurat :)
Re: ~~ Aadhi Nazm~~
![]()
hmm..
wel Aryaan mujhay parh kar laga k maree he concept hai:)…coz mein nay aiseee aik poem likhee hai jo abhee tak adhoree hai:)
app ko PM kartee hon
this poem is short bt rich in emtionz,![]()
keep it up!!!:k:
Re: ~~ Aadhi Nazm~~
nice sharing :k:
Re: ~~ Aadhi Nazm~~
Thanks a lot Daanie & Bheegiyaad..:)
Re: ~~ Aadhi Nazm~~
Bohat shukriya Princess..![]()
Main ne aapki poem parhi hai, sach kaha aap ne concept taQreeban ek hi hai, Bohat hi achi hai.. mere khayaal se aapko yahaan post karni chahiye.. “Adhoori Nazm” ke unwaan se..![]()
Re: ~~ Aadhi Nazm~~
hum nay bhi thanks bola tha ![]()
Re: ~~ Aadhi Nazm~~
OMG… phir mujhse itna sangeen jurm kaise ho gaya…![]()
Pasand karne ka bohat shukriya Shab-e-Hijar..
Re: ~~ Aadhi Nazm~~
aww that bear is so cute ![]()
Re: ~~ Aadhi Nazm~~
jab puri likh lain gain bata daina me tareef kaR dalay ghi :D
PS; nice sharing :)
Aapki entry hote hi meri nazm complete ho gayi janaab..:)
Thanks NikamiJano..:)
Re: ~~ Aadhi Nazm~~
Aapki entry hote hi meri nazm complete ho gayi janaab..:)
Thanks NikamiJano..:)
mujay to asa kuch nahi bola :LB: