■Deen aadha reh gaya,eman aadha reh gaya
■Phir kya ta’ajjub hai jo pakistan aadha reh gaya
■Deen aadha reh gaya,eman aadha reh gaya
■Phir kya ta’ajjub hai jo pakistan aadha reh gaya
Re: Aadha reh gaya
waah, bahot saHeeH baat kahii...waqa'ii jab deen o iimaan hii aadhaa rah gayaa to phir kia gile shakwe.
vaise, Ghalib ne bhii farmaayaa thaa:**
ghiste ghiste paaoN meN zanjeer aadhii rah gaii
mar gaye par qabr kii ta'meer aadhii rah gaii
sab hii paRhtaa, kaash!, kiuN takbeer aadhii rah gaii**
Re: Aadha reh gaya
■Deen aadha reh gaya,eman aadha reh gaya
■Phir kya ta'ajjub hai jo pakistan aadha reh gaya
Kuch ghaddar log hain jis ki wajh sy Pakistan ki yeh halat hy.
Re: Aadha reh gaya
Qusoor aam logon ka bhi hai ...
Re: Aadha reh gaya
Kuch ghaddar log hain jis ki wajh sy Pakistan ki yeh halat hy.
ghaddar log bhi to hum mein se hi hain na