Aadat nahi hay

Sir jhukaany ki aadat nahi hay,
Aansoo bahaany ki aadat nahi hai,

Hm kho gaye to pachtao gay bohat,
Hamaari Lout k Aany ki aadat nahi hay,

Terey dar pay Muhabbat k sawali ban jaaty,
Lekin Haath phelaany ki aadat nahi hay,

Teri yaaden aziz hen bohat,
Magar Waqt ganwaany ki aadat nahi hay,

Tum sakht Dil nikle kya gila kren hum,
Shikwa -e-dil lab py laany ki aadat nahi hay,

Bad’dua b kya kren HAQ men tumhaary?
Hamain to Dil b dukhaany ki aadat nahi hay…

Re: Aadat nahi hay

:k: good one.

Re: Aadat nahi hay

WOW...nice one :)

Re: Aadat nahi hay

:k:

Re: Aadat nahi hay

Bad’dua b kya kren HAQ men tumhaary?
Hamain to Dil b dukhaany ki aadat nahi hay…

Bohat khoob

Thanx :)

Re: Aadat nahi hay

Buhat aa’la boredman :lajawab:

Bujh gai hum to bhatak jao gay Dunya walooN
Hum Jaisay Loog Aai Rooz Paida naheen hotay

Those were very fortunate people,
Who considered Love an obligation,
Or they just loved their task,
I remained busy all my life,
Loved a little, worked a little,
Sometimes love was a snag in the way of my work

buhut khoob :)

Thanx :)