Aadat hogayee

**Sochtey rehnay ki aadat hogayi **
**chaunktey rehnay ki aadat hogayi **
**hijr ki raatoun k sung aankhoun ko bhi **
**jaagtey rehnay ki aadat hogayi **
**jaaney kia dur hayk apnay aap say **
**bhaagtey rehnay ki aadat hogayi **
**woh nahin lautey gaa phir kiyoon rehguzaar **
**daikhtey rehnay ki aadat hogayi **
**woh meray andar chupa hay or usay **
**boltey rehnay ki aadat hogayi~!! **


~Farhat Abbas Shah~

Re: Aadat hogayee

*hijr ki raatoun k sung aankhoun ko bhi
jaagtey rehnay ki aadat hogayi *

*jaaney kia dur hayk apnay aap say *
*bhaagtey rehnay ki aadat hogayi *

Nice. :)

Re: Aadat hogayee

Nice :k:

Nice :-)

Re: Aadat hogayee

nice 1 :k:

Re: Aadat hogayee

khoob

Re: Aadat hogayee

bohat khoob :)