Salam Huma bibi, kya haal hain aap ke. Aap gum kiu ho jaati hain yahan aa ker? ![]()
Khair jab bhi aesa ho to kissi bhi mod say ruju ki jiye aor wo aap ki bila jhijhak madad keraingay. Agger wo bhi nakaam rahe to mujh say raapta ki jiye ga. Mai upnay ilm say jo madad ker sakta hun kerunga. ![]()
Ayen Nawazish.