Aadab Arza Hai Malik Sahib

Hum Apnay wahaday k mutabiq Tashreef le aaye haiN

Re: Aadab Arza Hai Malik Sahib

to kuch karain bhi naa aa ker :smack:

bas aa gaye hain :hehe:

Re: Aadab Arza Hai Malik Sahib

First of All thanx brother . . . A thread for me after a long time :blush:

and now :smack:

array mohtaram . . . har gali ka apna aik rang hay . . .

aap cafe’ k rang main rangay hamari gali mian aa ga’aiy yeh tau zulm hay iss gali k sath . . .:bummer:

This is arcade and Video game section . . . Unlike Cafe’, here your threads must be targeting subjects related to Video games . .

as this thread does not serve the purpose of this section I am moving it to Cafe’ :frowning:

Re: Aadab Arza Hai Malik Sahib

:konfused:..huh… whats this ..greek methology?

Re: Aadab Arza Hai Malik Sahib

:wave:

Re: Aadab Arza Hai Malik Sahib

saqi the devil kyon aye aap apne waadey ke mutabiq? :(

Issay Urdu Zubaan kehtay hain Mohtarma :emmy:

:hugz:

Re: Aadab Arza Hai Malik Sahib

malik jee-- :naraz:… toh meri thread pe kyun nahi?? …urdu with a touch of greek :@:

Re: Aadab Arza Hai Malik Sahib

Wahan mabadaulat thori dair main tashreef la’ain gay :chai:

Re: Aadab Arza Hai Malik Sahib

^ yeh mabadaulat kaun hai? :konfused:

lol

Re: Aadab Arza Hai Malik Sahib

:@:

Re: Aadab Arza Hai Malik Sahib

mabadaulat say murad ham say hay :snooty:

Aalija ki aamad hee bahaut hai

Kaam to ghulaamooN ne karnay maslan khatir tawazoH

nope it’s Punjabi Mithaidalogy

Leh waaie wahda poora karo tab bhee moseebat aur nah kar tab bhee

Zulfi Bhai:

MaiN to yahi gaaonga uski gali maiN phir ik baar mujhay le chalo

Nazz ka chachuu

Zulfi Bhai ab yeh bhee bata do nazz ko ke hum kaun haiN?

she will b sitting :konfused:

Re: Aadab Arza Hai Malik Sahib

^ …:konfused::barbie: