Guzare huve kal ki yaad aati hai kuch lamhon se aankhen bhar aati hain woh subah rangeen shaam nirali doob jati hain jab aap jaise doston ki yaad aati hai
ai mere humnasheen chal kaheen aur chal is chaman mein ab apna guzaara naheen baat hoti gulon tak to seh lete hum ab to kaanton pe bhi haq hamara naheen
Bachon wali harkat ki GA apna ilzam dosron pr Ghalti tumhari hy tumhin wazahat krni chahy thi.Dosra part I guess Muni begam ki ghazal hy bari mashhor o maroof is ki wajah sy tumhari Apni(agar waqai Apni hy) Shairi bhi mashkook ho gai so bhiya alag alag thread kholny thy yah meri trha wazahat kr dyty na:fifa:
^ bhai mere itna juzbaati aur autaula hone ki zaroorat nahin hai.......I had read these poems a while back (posted on the net by an anonymous person) and I was only kidding when I said that I had written the first one........ ab mein yeh to nahin keh saktaa keh jaa ke thunda paani pee lo magar apna roza mut kharaab karo :)
autaula mujhy buhat pasand aya is ka matlab achi urdu bolny or janny walon ka qahatu rrijal nahi hy.:k: Magar sachi bat hy mujhy andaza naho hoa tha k pehli bhi tumhari nahi.