Aadaab Arz Hai ;)

**
alHamdolillah, maiN bhii ab Kahiriyat o aafiiyat huN. are nahiiN ji, meraa matlab hamesha ke liye Allah Haafiz kahne aka nahiiN thaa…sirf waqti taur par ya’nii agli mulaaqaat tak ke liye…:slight_smile: so, here we are again :)vaalid marHoom kaa she’r pasand karne ke liye beHad shukria. un buzurqoN ke kalaa ab to hamaare liye tabarrukaat hii haiN so unheN zinda rakhne ke liye unke kalaam ko taaza karte rahte haiN. thank you**