Aaaj raat..........

Aaj

Raat

12

bajay

kay

baad

1

bajay

ga :smiley: :hehe:

Re: Aaaj raat…

ghalat… 12 bajaY kaY ba’ad 12 baj kar aik minute hogaa pehlaY :naraz:

Re: Aaaj raat…

^ :naraz:

Re: Aaaj raat..........

lol..jee nahi..12 bajnay kay baad 1 bajay ga

Re: Aaaj raat..........

sub ghalat.

12 bajay k baad 12 hi bajtey hain - sikhon k
Dania: are you among .....

Re: Aaaj raat…

^
jee nahi :naraz: main woh nahi jo aap samajh rahay hain mr thanday breeze

Re: Aaaj raat…

aap sub kee shakal par iss waqt 12 baj rahai haiN :phati:

Re: Aaaj raat…

mai mr thanday breeze nahi cool breeze hoon. thandi wali. kahin 12 baj to nahi gaye :sheen:

Re: Aaaj raat..........

cool ko urdu main kya kahtay hain????

Re: Aaaj raat…

cool k urdu may 2 meanings hain
thandaa & thandi :barbie:

Re: Aaaj raat…

thanda yaa thandi kaY liye cold use hotaa hai

cool kaa matlab Thandak hai :blush:

Re: Aaaj raat…

shukria aur nawazish

aap ki clarification ka mai tahey dil say shukria adaa karti hoon

Re: Aaaj raat…

ziadah ander teh maiN naheeN challi jaanaa :phati:

Re: Aaaj raat…

lo jee.. main sumjhaa kya 12 bajay kar baad geo par kuch shuru ho jaye gaa :naraz:

Re: Aaaj raat…

Haai muhjai tou pata hi nahi tha dania:smack: tum abb bhi waisee hi hoo zara baree nahi hooi:p

Re: Aaaj raat…

:smack: what a thread

Re: Aaaj raat…

looking in the Lughat-i-Urdu

Shoaib: har waqt tv, har waqt tv :mad: . aur kuch kaam nahi