Aaaj Phir

Aaaj phir sawan toot ke barsa hai
Aaaj phir kisi ke lehjay main nami hai
phir se wehshaton ke halay mai hoon muqeed
Aaaj phir yadon ki mehfil jami hai:eek:

Re: Aaaj Phir

:(

Aaj bohot din baad suni hay Baarish ki aawaz
Aaj bohot din baad kisi manzar nay rasta roka hay
Rim Jhim ka malboos pehan kar yaad kisi ki aai hay
Aaj bohot din baad achanak aankh yun hi bhar aai hay

Re: Aaaj Phir

namkeen paani kay gararay karo … theek ho jaye ga :stuck_out_tongue:

P.S. :k:

Re: Aaaj Phir

Nice one , tnx for sharing :flower1:

Re: Aaaj Phir

:k: