aapki city mai aur ghar mai ![]()
meri city mai thand hai…aur ghar mai garami ![]()
aapki city mai aur ghar mai ![]()
meri city mai thand hai…aur ghar mai garami ![]()
Re: aaaj kaisa mausum hai
aur tumharay Dimagh par Garmi charhi hoi hay na :@:
Re: aaaj kaisa mausum hai
mosam hai aashiqana :P
aey mosam rangeele suhane :@:
mosam inside rimjhim
outside pani ice bani hui hai
Re: aaaj kaisa mausum hai
:no: me ko thand laginggggg
no wonder u r out of ur mind ![]()
Re: aaaj kaisa mausum hai
mind hota to bat b thi :P
Re: aaaj kaisa mausum hai
tou chutti lay kay aaja balma :cobra:
Re: aaaj kaisa mausum hai
MM tum mind mein rahti ho kia
now you are coming out of ur mind ?
Re: aaaj kaisa mausum hai
mein Virus hoon LP ke mind ka hashar nashar kar doon gi ![]()
Re: aaaj kaisa mausum hai
mein Virus hoon LP ke mind ka hashar nashar kar doon gi :@:
uss ka mind he naheen hay :p
Re: aaaj kaisa mausum hai
nahi wo inkar kar rahi hai ke wo meri dost hain, meri sab dost empty mind hain inke mind mein to kuch bhara hai ![]()
Re: aaaj kaisa mausum hai
Moasam andar se ashqana bahaR se hakmaana :p
Re: aaaj kaisa mausum hai
yi kia garam sarad ho raha hi ab may agae hun pehly bujy btao
Re: aaaj kaisa mausum hai
woh to mujhay apna dushman kah rahi hay aur mairay dushmanoon kay mind empty hotay hain ![]()
yah hakmaana kia hota hay ![]()
Re: aaaj kaisa mausum hai
yi kia garam sarad ho raha hi ab may agae hun pehly** bujy** btao
yah bujy punjabi walla bujja to naheen hay :p
Re: aaaj kaisa mausum hai
ha ha ha :he he:GOD yi pujabi ka nhi saraeki ka bujja hota hi pujabi mi to dur fitay munh kahtay hyn
yi 2no mi say koe nhi spel mistake hi yi mujy tha
Re: aaaj kaisa mausum hai
mind to mera b empty hai
ab 7up nahi doon gi ![]()
Re: aaaj kaisa mausum hai
waisay mein namkeen daal kha raha hoon leekan tumhain naheen bataoon ga ![]()
Re: aaaj kaisa mausum hai
bare thunda outside .. brrrrrr
Re: aaaj kaisa mausum hai
yah brrrrrrrrrrrrr dar key wajah say ho gia hay kia
![]()
Re: aaaj kaisa mausum hai
ghalat,mere or dar k spelling he nai milte ![]()