Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

i forgot .. :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

i ate snackz

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

kya???khwab main dekha ye sara kuch,Sannaan fruit chart wale,“khawateen k liyay parday ka intezam hai” :omg:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Khayali pullao :hinna:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

ek plate mujhe bhii plz email kar deN…aaj lunch meN mere paas sivaaye phal fruit aur ghaas phoos ke 'ilaava kuchh bhii nahiiN :frowning:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Ker de.. :smooth: (ab Beth kar plate receive kar Kai pullao khanai ka khyali pullao bannao aor khao :smokin2: )

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

hahaha :slight_smile: aise tabaadil-e-rikaabiiyaat meN heeng lage na phiTkarii, rang chokhaa :slight_smile:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

not yet:@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

meat :naak:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

kiskaa gosht? :faizy:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

pata nahin :bummer:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

hahaha...ab peT se poochh kar bataao :)

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

shayad insaan ka tha :yummy:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

daykh k khaya karo ,zada tar INSANU ka KHON sufaid ho gaya hi

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

oh Heamoglobbin ki defficiency ho gayi hai insanon mein :hmmm:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

color chang honay say hue hi

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

to phir white khoon ko red paint kar do :stuck_out_tongue: kisi ko pata nahin chalega :fatee:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

na kar ,mara b dil kar raha hi p nay ko:chai:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

kal sannan ka pee lena :lifey:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Halaal khaayaa piyaa karo :cb: