Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
pilaow
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
pilaow
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
aap ko khaa lein? ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
tomay pata hy vo andar khanay muj say bohat darta hi:fatee:
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
sure ho,mi beaf nahi khate
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
sure ho,mi beaf nahi khate
beaf kiyon nahi khati?
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
woh
tumhe nahin pata woh dusron ko darata hai ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
sure ho,mi beaf nahi khate
to blood pee lena ;)
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
mujhe pahle Halaal karnaa paRegaa ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
means aap bhi halaal nahin hain ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
maiN ne apne aapko UN-Halal rakhtaa huN taa k SAFE rahuuN ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
mujh se koi SAFE nahin reh sakta huhahaha ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
Bhindi with roti
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
**baap re, baap! kia tum koi DRONE ho? ![]()
**
wowwwwwwwww!!! my absolute favourite…aaj hii Bhabhii se kahuuNgaa k mere liye bhinDii banaa deN…u won’t email me one plate of Bhindi…would you? ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
i am a real vampire ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
mai ny b thore se khae or hattam b ho gaen bcz guest b aye hain na ese lie
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
oh oh…me kii bad luck hii Kharaab ahi
chalo, koi gal nai!!! agli baar bhej denaa…aur haaN, Dher saarii bhejnaa…thank you
kia avatar waale bachche mehmaan ban ke aaye u ke ghar?
these are really cutes babies
mashaa Allah
maiN bhii kabhii aisaa hii thaa
got no pic to prove it! ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
*acha hai nae hai koi pic werna mughy manna he perta nahe yea bachy tu nae aye yea tu MASHAALLAH bohat cute hain or jo hmary ghr aye hain wo tu bus ALLAH khair kary. *
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
lunch ka time hoga to phir bhi naheen batoon ga ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
acha hai nae hai koi pic werna mughy manna he perta nahe yea bachy tu nae aye yea tu MASHAALLAH bohat cute hain or jo hmary ghr aye hain wo tu bus ALLAH khair kary. **
**oh i see...to kaun sii Khilqat aa gaii u ke ghar? :D
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
briyani