Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
kyo main ne aisa kaya keh diya
main tu is laiye keh raha hon k 9 baje tak jo meri halat thi wese na ho dubara
kal raat ko savour ka crispo burger ar rahat ka creamy salad khane k baad mujhe food poisoning ho gai hay ![]()