~**~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~**~

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

ooooooops :smack: kl main dinner main naan tikki khai

kiski tikki

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

saabaan ki tikki nhi khanay walii tikik

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

hehehehehe

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

sukar hay aap ko jaldi pata chal gaya :@: ar pir pata chalne ki khushi mai 2 - 2 posts kar di hain :@:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

kal raat ko mai ne dinner mai kafi kuch khaya :crying: . . .

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

maen nai kaal dinner maen khuch nhi kahiyaa

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

kyo kaya aap ki bhook harhtaaal thi kal raat ko :hmmm:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

kal raat ko main ne bhindi khai . . .

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

nhii bss mood he nhi baanaa

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

mood ki waja se nai balke sehat ki wajah se khana chiye insaan ko :@: . . .

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Aaj khanai ma ha chicken vegetable biriyani aur raita

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

^ ye lunch hay ya dinner :hmmm:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

kl main ne karaliay with roti and lassi yummmy

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

sukar hay aap ne dinner wale thread mai lunch ka zikr nai kiya aaj :@:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

nei ab main bra smjdar ho gia hu

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

ye tu bari achi baat hay :@: . . .

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

abi dinner ka time hi nai howa :crying: . . .
kal raat ko bohat kuch khaya tha
like
chicken sajji
chicken karahi
dunba namkeen karahi
dunba k tikkay namkeen

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

kal raat ko dinner mai 2 adad mango kahiye :@: . . .