Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
mery bety apni behn noon kutan lagy kiun ke oh toys leh ke bhag hai bros ke

dono nu phar k la 1 1 dono sat ho jaye gay
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
ek thora kum shirarti hai lakin chota boht ghusy wala hai laraka hai wo behn or bary bhai ko kut jata hai

aho g wo aap par jo chala gya hai na is liye laraka tu hona e tha :D

bap laraka nahin boht nice hai yeh bus waisy he ghusy wala hai
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
ok bachy boht lar rahy hain
phir bat ho g
bye
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
ghusa wala or nice ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
ok bachy boht lar rahy hain phir bat ho g bye
oka ba bye m v chala e c bas rab rakha g allah hafiz
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
poori halwa and katlammay :)
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
Chicken Roast ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
Shab-e-Barat pay kisi nay daig pakwai hogi Neighborhood main say ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
tum nay to halwa poori khai ho gi ![]()
naheen mairay neighbor wallon ko tou pata bhi naheen ho ga :hinna:
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
Sirf **aik **ghar say Jaleebiyaan aaye thi ![]()
Loug deen say kitnay door ho gaye hain (l halwa poori bhe nae bhejtay) ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
acha
i thought sirf in dinoon mein logoon mein aimaan jagta hay aur baqi din sirf
![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
^ Kal tou sb kuch soya hua tha ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
Acha Pakistan mein tou Loud Speakers kay zariyee saray muhallay ko uthaya howa ho ga ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
There was no use of loud speakers ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
acha ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
cham chiriken ora ora k thakey nahi
jao POETRY section mi KKF ke ghaliib THREAD MI:chupki:
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
yeh ***chiriken *** kya hota hai? ![]()