~**~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~**~

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

I like vegetables and chicken only :barbie:

Aahoo..thanks for providing me with this golden opportunity :sannan:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

raaat ko dinner main mutton karai aor lassi ...

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

:mirch:

:mash: kia baat hay lassi key :sannan:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

is main tang marne wali kaya baat hay :woho:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

dil chah raha hay :sannan: lagta hay raat aap key baat hoi hay bara khushgawar mood hay :sannan:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

kiun tum ko kya mslaa ho raha hai?

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

bari aag lagi :cb:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

tumhain lagi hay aaag jo hansi main chupaa rahay ho…:barbie:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

lag raha hay kah kis ko lagi hay :cb:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

:omg:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

waqai lag raha hai k kis ko lagi hay aag…:hoonh:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

lagta hay Bilaal Ganj mein karobaar theek naheen hay tabhi ghussa aa raha hay :omg: :rotfl:
***** maya ka ghussa bhara chahra daikhing :smiley: ****

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

:zobo:
tum sarri jaao azli sarriyal…

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

:hehe:
saal pahlay key flooding yaad aa gai leekan tumhari hazir jawabi :zobo: mein rah gai hay bus aab :wink:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

ji nahi.....tum shudaa ho gy jb tb puchun gi tm se...

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Sannan nay bheja fry :omg:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

:hehe:
mujhay pata hay jub bhi hogi buhat buri hogi mairay sath :hinna:
waisay mard ziyada mazloom hota hay kah aurat :smiley:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

aurat mazloom hoti hy tm log intahai shaatir hoty ho...

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Leekan mein nay sunna hay Shohar dunya key mazloom tareen hasti hoti hay :hmmm:
BTW IS is very masoom kia uss ko iss list say kharij kia ja sakta hay :hmmm:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

nhi ji aap log bohat mazloom ho aur aurat sirf mazloom.....