aaaeee-tebar

kiya zikar karoun kiss ke fiqar main
kiya lafzooun main likhoun kiss ke kalam se

wasil ba anjam bekar ki batain hain
har koi yahain per sirf dam lagatay hain

koi jigar ka koi dil ka koi jazboun ka bhi
gam tu yeh hai keh abb aaaetebar bhi biktain hain

hum sab hi musafir hain phir khoun yeh kehta hai
main janoun yahain per koi bhi na rehta hai

dukh sath rahain sab ke sukh dhounday yahain sab
zulmat keh yahain kheel sab khaltay hain shab bhar

kiyoun zia tu dhounday hai iss waqat khatan main tu
bekaer ko miltain hain biktay houia zakir youn

wah teri judai bhi akk waqat ki dhara hai
yeh beet chukiee jab phir tu ratoun main charaghan hai

:slight_smile: :k: