Aaa.doo’ray Hurf chun chun , mayray Jumlay poora karti thee
Ek larki , mayre Mohabat mein , aysi kuch dewani thee
Abb Uss’kay bhol’janay ko Maan’nat ka diya jalatah hoon
Khabi jis ko panay ki har pal . is dil nay maannat mani thee
Nah kaam watan kay ahi. Nah Maah ki khidmaat kar’paya
Hay’aaf hai is jawani pay. Kiss kam ki yeah jawani thee
SoO Dard kay afsnay likay . ka’heen zahar bahre Ghazalain bii
Par karna’pa’ay jis mukamil . Mere Mohabat ke kahani thee
Mujay saath kissi kay daik kay kyun . wooh gum sum bhaytaa Tah
Uski ankhain Naadim theeN. yeah un mein hay’rani thee
Intayzar say thak.kay unsay , apna Sheesh Mahal Toar diya
Kaysi Pagal Ro’htii si , Bin Shah.jahan kay Ranii thee
Jabh mujh ko Choar unsay. apnay dil ke baat he mani the
Bichartay sammay Phir kyun us kee . ankhaian pani pani thee
Bin Raza kay tayre Ah Khuda , kohi kaam Nahi bann paatah
Ek yeahi haqeqaat shahyad mujko, is Ishq nay samja’ni thee
Ab whahshat mein kia karoo sabar . Jabh daam Goo’tay tanha’hi mein
Gar sab kay saath he rahna tah. Tu Kyun chooar kay duniya jani thee
(Aliyish)