aa ki merii jaan me.n qaraar nahii.n hai
taaqat-e-bedaad-e-intazaar nahii.n hai
giriyaa nikaale hai terii bazm se mujh ko
haaye! ki rone pe iKhtiyaar nahii.n hai
tuu ne qasam mai_kashii kii khaa_ii hai ‘Ghalib’
terii qasam ka kuchh aitabaar nahii.n hai
corn bhae boht ache hei lekin mughei samgh nehe aei


pata naheen tum log kab sudhroge! 

app he sudhar dei sabh ko:smash:

Mushkil hai bhaee…masoomon ke yeh haal hain ke danday maarne mein der naheen karte to baaqion ka kia bharosa 
Khud hee sudhar jao na 
Very Nice Capii, Thanks for sharing :)
Amal
11
Nice to see you back, Cap:)
Mein to dua hee kar sakta hoon
jao woh bhee naheen karta 
arifnawaz
GuL-e-Tasbeeh
nikii
Amal
Wrangler
Thank you so much :)
nice one capo but kis k begair.....;)
Re: aa ki merii jaan me.n qaraar nahii.n hai
wah ji wah kia kehnay:k:
nah kerhei mei naraz hu ab:crying:
kisee ke bhee..tumhein kia? 
Mujhe manaana naheen aata ab mein kia kairoon?
pher ap bih naraz ho jaein 
