aa gayee yaad shaam dhalte he
bhuj gaya dil chiragh jalte he
khul gaye shahar-e-gham ke darwazay
ek zara se hawa ke chaltay he
tou bhee jaise badal sa jaata hai
aks-e-deewar ke badalte he
Re: aa gayee yaad shaam…
very nice :k:
Re: aa gayee yaad shaam...
Nice ......... :)
Re: aa gayee yaad shaam…
:k: