A very painfull ghazal

Kabhe khamosh betho gay kabhe kuch gungunao gay
Main utna yaad aaongi jitna mujhy bhulao gay

Koi jub poch bethay ga khamoshi ka sabub tum se
Bahat samjhana chaho gay magar samjha na paao gay

Kabhe dunya muqamal ban k aay gee nighahon main
Kabhe mery kami dunya ke har ek shay main paoo gay

Kahin per bhe … rahain hum tum mauhabbat phir muhabbat hai
Tumhain hum yad ain gay, hamain tum yad aao gay.

Re: A very painfull ghazal

masha allah :lajawab:

Re: A very painfull ghazal

:lajawab: clad..kya baat hai :aliyish: