aee hawao mehboob kay deis say aaya naan karoo
khoushbo oun kay badan ki saath laya naan karoo
yeh raat hi kafi hai oun ki yaadoun kay liey
tum our sitam dhaane aa jaya naan karooo
woh khawab kay jin mein sarab bhi naheen apne
oun sapnoun ka aks humkou dikhaya naan karoo
woh sansein jou mehakti hain kisi our kay liey
oun ki khoushbo aangan mein phelaya naan karoo
woh dil jou dharakta hai kisi our kay naam pey
ous dherkan ki aahat aab humkou sounaya naan karoo
faasley diloun kay hain yeh sheheroun kay naheen
tum in kou mitaney ki koushish kia naan karoo
jaisay deikh ker mujhey badal lia thaa raasta ous nein
buss waisay hi makan deikh ker mera murr jaya karoo
by musafir
so nice MUSAFIR? are you the old musafir fellow of gupshup if then hello im also the old fellow of gupshup searching my old fellows :(
Dilsay
June 21, 2003, 8:43am
3
Very nice... thanks for sharing
Hawa kay hath usay ya piyam poonchay
Ka mainay apni mohabat kee hai tujahay
[QUOTE]
*Originally posted by Arzoo78: *
so nice MUSAFIR? are you the old musafir fellow of gupshup if then hello im also the old fellow of gupshup searching my old fellows :(
[/QUOTE]
i am not the musafir u r searching. i am new musafir.
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Very nice... thanks for sharing
Hawa kay hath usay ya piyam poonchay
Ka mainay apni mohabat kee hai tujahay
[/QUOTE]
thanks very much for appreciating.