a rant-i feel like im never going to get married

Re: a rant-i feel like im never going to get married

**
oh achchhaa…aji aise naseeb kahaaN hamaare…payaam o salaam to unke beech hotaa hai jinka sitaaraa aafaaq kii balandiyoN par raushan hotaa hai maanind e qutub e shumaali.

vaise, apun ko to ab Thulla hii rahnaa hai…shaadii jee kaa janjaal aur jaan kaa ziyaan hai aur uske ba-juz kuchh nahiiN :)**