A question

Re: A question

but kabhi kabhi yadain khoobsoorat bhi hoti hain…kabhi dukh bhi deyti hain…but its still beautiful to remember …

:lajawab:

bahaney he sahi…yaad tou rakhna chahiye…aisa tou nahi ki zindagi ke kitab pe pencil se likh liya aur erase ker diya :frowning:

Hum Sey Bhulaya Hi Nahi Jata Ik Mukhlis Ka Pyaar Sagar_
Log Jigar Waley Hotey Hain…