Bhoolna kyon chahtey hain loog ?
Kya yadain khoobsoorat nahi ?
kya bhooley baghair zindagi nahi guzaar saktey ?
Re: A question
Kisi sy becharna bht mushkil hota hy agr koi bechar jay to phir uski yaadain dukh deti hain dil to yehi kehta hy ky humara wo payar hamary pas loat ay par aisa nahi hota, aisy main yaadain sirf dukh deti hain.
sayad log dukh sy nikalny ky liya bholna chahty hain.
Re: A question
Mujhay to bus ittna pata hay :cobra:
Waqaf hay zahan faqat tairay tasawar kay liye
tujh ko bhula he kahan hoon jo tujhay yaad karoon
Re: A question
ye sab baten uss ko yaad karne ke bahane hain ![]()
Jo aage chalen jaen unko peeche reh jane walon ki pareshani ka andaza nahin hota ![]()
Re: A question
but kabhi kabhi yadain khoobsoorat bhi hoti hain…kabhi dukh bhi deyti hain…but its still beautiful to remember …
![]()
bahaney he sahi…yaad tou rakhna chahiye…aisa tou nahi ki zindagi ke kitab pe pencil se likh liya aur erase ker diya ![]()
Hum Sey Bhulaya Hi Nahi Jata Ik Mukhlis Ka Pyaar Sagar_
Log Jigar Waley Hotey Hain…
Re: A question
![]()
bhoolta kaun hai
waqt kay ghaon ko
hijr kay tund toofanon ki
be yaqeen leher main
wasal kay khawab ki doobti naao ko
bhoolta kaun hai
bhoolta kaun hai
apnay qatil kay qatil khadokhal ko
dukh uthatay dino aur mah-o-saal ko
bhoolta kaun hai
bhoolta kaun hai
umar kay shak pe khilna wali us ik avalein shaam ko
be sabab jo laga hai us ilzaam ko
phir tere naam ko
bhoolta kaun hai
Re: A question
uss beycharey ko bura bana diyaaaa jisey bhool nahi paa rahey ![]()
can we have some sweet poetry for the one’s who are gone ![]()
Why aret hey always portrayed as devils ![]()
Re: A question
![]()
Re: A question
kyon:naraz: