**A question just pop up in my mind that
…
Yah Larkian Itni Bawaqouf Keon Hoti Hain ???
**
**A question just pop up in my mind that
…
Yah Larkian Itni Bawaqouf Keon Hoti Hain ???
**
Re: ~~ A Question
~~
Prove iT First k larkiyan Bay waqoof hotee hain:naraz:
Re: ~~ A Question
~~
hmmmmmmmmm, ek dil tuttay kee pukaar, lol
P.S welcome to the club ![]()
Re: ~~ A Question
~~
Kuch ju samjha tu sannan ky shikwy ko Kaun samjha:D
PS: Fitty munh zara zara si bat per tum maha bywaqoof larkon ky dill toot jaty hain:bailan:
Re: ~~ A Question
~~
Koin ky Larky Maha bywaqoof hoty hain:wink:![]()
Re: ~~ A Question
~~
Chalo Iss Ka Maatlab hay Tum Maan Gai Kay Larkian Bay Waqoof Hoti Hain
…
Daikha Princess Ek Larki “GN” Khud Maan Gai Hay Kah Larkian Bay Waqoof Hoti Hain
![]()
Re: ~~ A Question
~~
unn k kah nay ka matlab tha k Maha baywaqoof ko sab bay waqoof lagtay hain:snooty:
Re: ~~ A Question
~~
Kiss Ka Dil Tota Aur Keon Tota … Apun To Roze Dil Jore Laitay :biggthumb …Hain Baichari Larkian Samjhti Hain Kah Aanso Bahaye Ja Rahay Hain Poor Bay Waqoof ![]()
Re: ~~ A Question
~~
larkiyan samajhdar hain jantee hain magarmuch k ansoo baha rahay hain…thats y wo care nahin kartein baywaqoofoon ki:snooty:
Re: ~~ A Question
~~
**:CareBear: Nah G Nah "Jo Bool Zabanoon Nikal Gia O Teer Kamano Nikal Gia
"… hota hay aisa bhi :shoaby: **
Re: ~~ A Question
~~
Aisa nahin hai…Raho gay baywqoof k baywaqoof!!!
samjhay he nahi GN ki baat ko:)
Re: ~~ A Question :) ~~
Aisa nahin hai...............Raho gay baywqoof k baywaqoof!!!!!!!!!!! samjhay he nahi GN ki baat ko:)
Acha G Aai Naadan Larki :D
Re: ~~ A Question :) ~~
Acha G Aai Naadan Larki :D
Ghustaakh larkay.............nadaanon wali batain na karo:)
Re: ~~ A Question
~~
**Abhi Abhi Main Nay Apnay Colleague Say yahi sawal pocha to woh foran Bola “Haan Yaar Akhar Larkian Batoon Main AA hi Jati Hain”
… Phir mujh say pochnay laga Akhar Keon ???
Main Nay Kaha "Bay Waqoof Jo Hoien "
**
Re: ~~ A Question
~~
Bywqqoof ho dono…Kyun Larkiyoon k chakar meinm waqt barbaad kartay ho:faizy:
koi aur kaam nahin tum logon ko:snooty:
Re: ~~ A Question :) ~~
Baywqoof lagon ki aik alaamat ye bhi hai k Fazool baatain kartay hain...........har waqt!!!!
ab app dekhain kitna fazool Topic liya hai app nay discussion k liay:D
hence proved...............Sannan is Baywaqoof!!!!!!!!!!!!!!!:)
Re: ~~ A Question
~~
**Chalo G … you are continously talking without comma & full stop :smilestar: … Koi Aur kaam naheen hay :5: kia **
http://www.paklinks.com/gs/showthread.php?t=270858
Issay Parh Kar Bhi Tasali Nah Ho To Banda Dua He Kar Sakta Hay :snooty:
.
.
.
Re: ~~ A Question
~~
yeh thread cafe’ mein janay wala hai ![]()
Re: ~~ A Question :) ~~
VERY GOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOODDDDDDDDDDDDDDDD ........... CAFE MAIN SIRF COFFEE HO GI KAH KUCH AUR BHI ..................
Re: ~~ A Question
~~
chai, coffee sub kuch milta hai, kafi khidmat hoti hai wahan ![]()