Re: A pending report on last Dubai Meet
Sameer Bhai; lagta hey aap nay Chaudhry Fazal Deen Uncle ki post theek say parrhi nahi… ![]()
Agar aap ghour say parrh laitay tou viah shiah ka sawal na kartay aur na hi Khan sahab say aapki “la-yaani” behes hoti… ![]()
Aur agar aap nay “doosray” meaning may sawal kiya hey
tou yaar kabhi humain bhi mauqa dain na… ![]()
PK: ![]()
:desimunda: