Umid hay app sub kariyat say hoon gay.
Yaa nazam app sub dost parhay orr batay kasee hay.Umid to hay app ko pasand ayy gee…
Baa nam musafer.....
Aaa maray dil ka baa nam musafeer…
Manzil ka kiyal rakhana…
Hoo agar jo kiyal hamara …
Too kariyat sa appni aggha karna…
Maray dil ki wirran dunyaa may..
Bahar ka johnka howay too tum…
Abb khazza ka mossam guzarnay ka intzar karna…
Lamhoo par muhit saal ha joo..
Hamaray nam sanbhal kar rakhna…
Aggar milaan mazoor A…Khuda howa too..
Ham faqqat tumharay hi hongay…
Aay..Khuda mare araz ko kabol karna…
Jeewan ki maree kushiya ussi ka nam karna…
Aaa maray dil ka baa nam musafer…
Umid - -A bahtar Khuda saa hi rakhana…
Aaa maray dil ka baa nam musafeer…
Manzil ka kiyal rakhana…
Allah Hafiz
Noor