é haseena tujhe is nazar se dekhe ghe.
rakhe ghe paani ka glass,
oor glass me tera aks dekhe ghe.
phir halka sa hilaaye ghe us ko,
oor us me tera rakhs dekhe ghe.
é haseena tujhe is nazar se dekhe ghe…
é haseena tujhe is nazar se dekhe ghe.
rakhe ghe paani ka glass,
oor glass me tera aks dekhe ghe.
phir halka sa hilaaye ghe us ko,
oor us me tera rakhs dekhe ghe.
é haseena tujhe is nazar se dekhe ghe…
Re: é haseena tujhe is nazar se dekhe ghe.
Dekhe gee to sahee na…mere liye yahee kaafee hai ![]()
PS:- Magar kab? :halo:
I didnt knew you where a haseen*a*
me to haseena ki baat kar rahi thi, jise mene abhi dekha nahie. :-)
[QUOTE]
Originally posted by hanie: *
I didnt knew you where a haseena*
me to haseena ki baat kar rahi thi, jise mene abhi dekha nahie. :-)
[/QUOTE]
Mein bhee haseena kee baat kar raha hoon jisse mein ne dekha hai ek sitare ke beech mein baree paalee paalee dikh rahee thee :p
well I dunno,
hope you get to see her one day. :-)
[QUOTE]
*Originally posted by hanie: *
well I dunno,
hope you get to see her one day. :-)
[/QUOTE]
Pewasta reh shajar se
Umeed-e-bahaar rakh ;)
Allama Iqbal and I are one and same thing except that he died but I am living :p
wah that was nice.
got more?
[QUOTE]
*Originally posted by hanie: *
wah that was nice.
got more?
[/QUOTE]
Wait till I have seen that Haseena again ;)
:k: bohat achay ![]()
thank you HH ![]()