a ghazal.....................

Meray haq mein ya mukhalif kabhi kuch kaha tu ho ga
mujhay choor janay walaa mujhay soochta tu ho ga

yee udaas udaas phirna, yee kisi say bhi na milnaa
hai yun he nahin yeh sab kuch, koi sanihaa tu ho ga

meraa dukh yehe hai shayad k mein sab ko janta hon
woh joo mujh ko jantaa hai usaay kuch gilaa tu ho ga

nahin iss mein koi muntaq , hai yaqeen ki baat saree
kay jahan rakhaa hai paa’on wahan rastaa tu ho ga

**usaay loog poochtay hain meraay shair k maa’anee **
joo bhi jantaa hai uss ko , mujhaay jantaa tu ho ga

Re: a ghazal.....................

nice one sonia ji :)

Re: a ghazal.....................

thanx dear!

Re: a ghazal.....................

nice1 soniaa jee: )

Re: a ghazal.....................

wah wah bohat khoob Soniaaa

Re: a ghazal.....................

thanx!:)

Re: a ghazal.....................

Wahhh! brilliant

Re: a ghazal.....................

bohat khoob

Re: a ghazal.....................

thanx!

Re: a ghazal.....................

meraa dukh yehe hai shayad k mein sab ko janta hon
woh joo mujh ko jantaa hai usaay kuch gilaa tu ho ga

waah g; such kaha kisee nay '' aagehi bhee ik azaab hay''

Re: a ghazal.....................

usaay loog poochtay hain meraay shair k maa'anee
joo bhi jantaa hai uss ko , mujhaay jantaa tu ho ga


nicee