A funny shair on Nadia Khan

Nadia Khan banti nahi hewaan:)
hai yeh bohat he shaitaan
jub yeh aati hai tau khaati hai hum sub kay kaan
aur baad mein khaati hai kabaab naan
hai is kay paas bohat sa samaan
lakin phir bhi yeh hai perayshaan
yeh banti hai apnay aap mein bohat he jawaan

Re: A funny shair on Nadia Khan

:CareBear:

Re: A funny shair on Nadia Khan

maza nahi aya :snooty:

Re: A funny shair on Nadia Khan

kyun jee maza kyun nahi aaiya