a clear statment of koran, about jesus' death

iza kal-allah o ya eesabna maryama, a anta kulta linaas-itakhazooni wa ummiya ilaaheeni min doonillah. kaala subhaanaka ma yakoonu lee un akaola ma laisa lee bahaq in kuntu kutohu fakad alimtahu ta’lamu ma fee nafsee wa laa a’lamo ma fee nafsika inaka anta alaamil ghuyoob ma kuntu lahum illa ma amartani bahi ane’budullaha rabbi wa rabbakum wa kuntu ilaihim shaheedum ma dumto feehim. FALAMMA TAWAFFAYNI kunta antarakeeba alaihim wa anta alaa kulle she’in shaheed.
(chapter 5, the table, verse 117, 118)

jab khuda nay kahaa ai eesaa ibn e maryam, kya too nay logon ko kaha tha kay allah ko chor ker mujhay aur meri maan ko khuda maan lo? to aisa nay jawaab diya, ai khuda, paak hai teri zaat, mujhay zeb nahee deta kay woh baat kahoon jis ka mujhay hak nahee, agar main nay koi aisee baat kahee hai to too usay jaanta hai, kyonke too jaanta hai jo mere dil main hai, aur main nahee jaanta to tere dil main hai. too bayshak sab ghaibon ka jaannay waala hai. main nay unhain siwaye us kay kuch nahee kahaa jis ka too nay mujhay hukam diya, aur woh yeh, kay ibaadat kero us ki jo mera aur tumhara dono ka rub hai. aur main un kee haalat ko dekhta raha jab tuk main un kay darmyaan raha, lekin ai khuda, jub too nay mujhay WAFAAT DAY DEE ( falamma tawaafayni ) to phir too hee un ka nigran tha aut too hur aik cheez ko dekhnay waala hai.

this verse, in very very clear words, is telling us of the death of jesus!
what explanation does anyone have, for still believing that jesus is alive, and sitting on the sky with his physical body?

hjghf

[This message has been edited by guest (edited January 20, 1999).]

thanx for posting my precious pieces of art, and appreciating them. :)