Jo na mil sakay vohi be-wafa, yeh bari ajeeb si baat hai
Jo chala gaya mujhay chor ker, vohi aaj tak mairay saath hai
Jo kisi nazar say ataa hue, vohi roshni hai khayal main
Voh na aa sakay na hon muntazir, yeh khalish kahan thi visaal main
Mairi justuju ko khabar nahi, na voh din rahay na voh raat rahi

Karay pyar lab pay gila na ho, yeh kisi kisi ka naseeb hai
Yeh karam hai usska jafa nahi, voh juda bhi reh kay qareeb hai
Vohi aankh hai mairay ro-baro, ussi haath main maira haath hai

Maira naam tak ju na lay saka, ju mujhay qarar na day saka
Jissay ikhtiyaar tu tha magar, mujhay apna pyaar na day saka
Vohi shakse mairi talash hai, vohi dard mairi hayaat hai

JonyBr
December 18, 2003, 4:48pm
5
For a reader it has a lovely combination of words, but for a reader who have been gone thru from a similar phase this is awsome, just out of the world :k:
Vohi shakse mairi talash hai, vohi dard mairi hayaat hai
Jo chala gaya mujhay chor ker, vohi aaj tak mairay saath hai
:k:
ullujii
December 18, 2003, 8:35pm
10
Re: ~* A Beautiful Ghazal *~
*Originally posted by Philanthrope: *
Jo na mil sakay vohi be-wafa, yeh bari ajeeb si baat hai
Jo chala gaya mujhay chor ker, vohi aaj tak mairay saath hai
Jo kisi nazar say ataa hue, vohi roshni hai khayal main
Voh na aa sakay na hon muntazir, yeh khalish kahan thi visaal main
Mairi justuju ko khabar nahi, na voh din rahay na voh raat rahi
Jo chala gaya mujhay chor ker, vohi aaj tak mairay saath hai
Karay pyar lab pay gila na ho, yeh kisi kisi ka naseeb hai
Yeh karam hai usska jafa nahi, voh juda bhi reh kay qareeb hai
Vohi aankh hai mairay ro-baro, ussi haath main maira haath hai
Jo chala gaya mujhay chor ker, vohi aaj tak mairay saath hai
Maira naam tak ju na lay saka, ju mujhay qarar na day saka
Jissay ikhtiyaar tu tha magar, mujhay apna pyaar na day saka
Vohi shakse mairi talash hai, vohi dard mairi hayaat hai
Jo chala gaya mujhay chor ker, vohi aaj tak mairay saath hai
Jo na mil sakay vohi be-wafa, yeh bari ajeeb si baat hai
Jo chala gaya mujhay chor ker, vohi aaj tak mairay saath hai
wonderfull :k:

i know i’m beautiful:halo:
waise lajwab choice hai:k:
love it so much:k:
thanc
AQ
December 19, 2003, 8:24am
16
Jo jo mujhay choR kar gayaa hai, they never deserved me:p so hell NO… jony is right :k: BUT it’s only poetic and best expression for this is just “nice” , “zabar10” etc… hell of a combination of cool words:roman: