¦°‡°¦ Yaad ¦°‡°¦

Janay walon ko kabhi yaad kiya nahi kartay
ishq main lagay huay zakham kabhi sila nahi kartay
wo kartay thay her waqt deedaar ki batain
main kaisay bataoon k bicharnay walay kabhi mila nahi kartay
jinhain saakh se tor diya jaye bedardi se
wo phool zayada der tak taza kabhi raha nahi kartay
wo log jo bohot haseen hotay hain
kabhi bhi kisi se wafa nahi kartay
jin ko aadat ho dil tor janay ki un se yeh kehna
tootay huay dil to kabhi jura nahi kartay
bohot bedard hain is dunya main basnay walay
be dard ki sana(Dua) hum kabhi kiya nahi kartay
jo jaanta ho is shiddat-e-tanhai ko
wo ishq ka jaam kabhi piya nahi kartay
wafa ke badlay main mili ho befaai jisay
wo chaltay phirtay to hain magar jiya nahi kartay
muhabbat main jo khud ko kar detay hain barbaad
wo to sanam ki bewafaai ka bhi gila nahi kartay
wo to rehtay hain har waqt khyaalon main basay
main kaisay keh doon k mujh se wo mila nahi kartay
janay walon ko rok lo
Sachay hum dum baar baar mila nahi karta

Re: ¦°‡°¦ Yaad ¦°‡°¦

wah!!!!!!!!!!
its really excellent............

Re: ¦°‡°¦ Yaad ¦°‡°¦

wo kartay thay her waqt deedaar ki batain
main kaisay bataoon k bicharnay walay kabhi mila nahi kartay
Wah bohat khub....dekha SB meri sohbat mein rah rah ker zoq kitni acha ho gaya hai!
aab tareef na kerna mein hun hi itni achi!

Re: ¦°‡°¦ Yaad ¦°‡°¦

:smack: tuhadi suhbat wich rawa ga tay main Pukha ( hungry ) he mar jawa ga :barbie:

P.S> thx sonia jeee

Re: ¦°‡°¦ Yaad ¦°‡°¦

nahi nahi…akkhya ni k mein apnay hathaan naaal parathay bana k khawalaan gi…mein koi inkaar kita…tussi apoon hi inkaar karan lagay ho!:smiley:

Re: ¦°‡°¦ Yaad ¦°‡°¦

aye tay Oohi gal hoye na … Aa MG ( cow ) mujhay maar :hehe:

Na MG … jay tussi parathay bananay ne tay fir dowain akethay baith k khawa ge :clown:

takay maino haspatal lakay jaan wala tay koi hoye :bummer:

Re: ¦°‡°¦ Yaad ¦°‡°¦

:grumpy: u callin me bail:snooty: parathay khanay nay k nai?
Theek hai mien naal bay jaaaN gi per mein khanay nai…bas haspataal lay k janay wastay mein naal bawaan gi…DEAL?

Re: ¦°‡°¦ Yaad ¦°‡°¦

is da matlab aye .. main apnay saaray dosta naal mil lawa aakhari waar :bummer:

MG … deal ya No Deal na khaid meray naal :barbie:

kuj tay reham kar meri choti jaye jaan tay …

aye Waikh .. main kinna masoom wa ------> :bummer:

Re: ¦°‡°¦ Yaad ¦°‡°¦

mein phelaan wi akhya hai tussi tay hai hi nikkay kakay oo…tay aay gal tawanu dasi paini aay…wai asli masoom tay aander nai…jin-naan noon dasna ni painda k oo masoom nai:D

Re: ¦°‡°¦ Yaad ¦°‡°¦

mainO pata aye MG .. tu meri he gal kar rai aye :blush:

chalo koi tay hai .. jinnO meri masoomiat tay inkaar nai :blush:

Re: ¦°‡°¦ Yaad ¦°‡°¦

Ooo kakayo!
Acha hun mein chali aaan…mein panday wash kernay nai:D tay handi wi mein hi banani aay:bummer:
Aye haye mein tay pehlaan hi itni tkha gai aan…hun sara kam kis taraaN karan gi:teary1: !
Chalo hun aapna khayal rakhyo…Rab Rakha!:slight_smile:

Re: ¦°‡°¦ Yaad ¦°‡°¦

koi gal nai MG … agar Massage de zarorat paway .. tay mainO phone na kari :hehe:

Rab rakkha .. tay Consider about my parathay … :hug:

Re: ¦°‡°¦ Yaad ¦°‡°¦

take Care…

Allah Hafiz..:slight_smile:

Re: ¦°‡°¦ Yaad ¦°‡°¦

sahi kaha sunny Uncle :D

Re: ¦°‡°¦ Yaad ¦°‡°¦

nice ghazal :)

Re: ¦°‡°¦ Yaad ¦°‡°¦

thx khala Shab n pk786 moti