Re: ^^^ 8 smilies per post ^^^
HHL,
mairi aukaat ka kia kehtay ho
soraakh waali jarabein tu khud pehantay ho ![]()
Ipod tu ho gaya hai ab puraana
ab tu aa gaya hai Iphone ka zamaana ![]()
8 smilies ki baat kartay ho
awein tum is baat ki buraai kartay ho ![]()
nahi koi cheez nikammi zamaanay mein
koi bura nahi qudrat kay kaarkhanay mein