<< 7 weeks holiday >>

Re: << 7 weeks holiday >>

Oh bas idhar udhar hi hotay haiN ham. Tumhari bhabhi nay bas ek Lattoo bana dya hay aaj kal. Ghuma Ghuma kay, :smiley:

Was searching for a job. Ab sirf cyclaiN theek karney say guzara nahi hota, kiya kareiN halaat badal gaye haiN.