7 die in Stampede after the Multan Jalsa

Re: 7 die in Stampede after the Multan Jalsa

GEO ney khabrain daini hoti hain aor us ney ghusna hey hay :cobra: waisey SMAA/Duhya walon ko bhi PTI k blind followers keon martey hein aor un k cameray bhi cheentey hain keon ?
ager u ko nahin pata to mein batata hon takh woh in k karnamay TV per nashr nah kia karein :sunnyboy:

mein nay man lia GEO ghlat hey sirf ARY sacha hey leekin maira swal ka jawab do keh IK key apney baitay key lashain us k samney aa rahi hoti to us ney yahi behavior dikhana tha ?
kia us ko kuhni marna zaib daita hey apney ghareeb karkun ko ?