Yoga seekhnay kay baad 5abi apni mehbooba kay ghar gaye
andar ja kar usay kaha DARAWZA BAND KAR DO!
us larkay nay kundee laga di.
phir 5abi nay kaha KHRIKIAAN BI BAND KAR DO!
larki nay khirkiaan bi band kar deen.
5abi nay kaha LIGHTAIN bi buja do.
Uskay baad 5abi nay apni mehbooba ko paas bithaya…aur kaha
“dekho meri ghari mai kitna khoobsurat heera chammak raha hai”