I like that scene,
Re: @ 5:40
Is mein pasand aanay wali kaya baat hai
nakaam mohabbat ke bichray hoay ashiq hi to milay hain
P.S. is drama kaa kaya naam hai
Re: @ 5:40
^iss dramay ka nam hona chahea "ab mai shadi shuda
aur dau bachon ka baap hoon, so LEAVE ME ALONE". :D
Re: @ 5:40
Mujhy Rahat Kazmi pasand hy or yeh ghazal do haseen chehry or background main yeh ghazal Wah!
PS: Bat nakam Ishq ki nahi kamyab ashiqon ki shadian bhi main ny nakam hoty dykhi hain:chai:
Re: @ 5:40
haan hona to chahiye thaa magar hai nahi
sahi sahi batao naa kaya naam hai
kaun si ghazal ![]()
kaun kaun si ishqiyaa shaadiyaan aap ne nakaam karwaein naam to batayein ![]()
Re: @ 5:40
Bibi main nakam kerwany walon main sy nahi hon. Allah ki marzi. Adnan Ghalib ki shadi hony sy pehly toot gai Reena roy or Muhsin Hassan Khan. Imran or Jamila ji kis kis ka nam lon:hoonh:
PS: Yeh tu mashhor o maroof hain ham ashuma ko kon janta hy
Re: @ 5:40
^iss dramay ka nam hona chahea "ab mai shadi shuda ** **aur dau bachon ka baap hoon, so LEAVE ME ALONE". :D
Yeh nam her giz nahi ho sakta kion ky bnady ky kam dykhu shadi ker li man bap ki marzi sy Bachy pyda kiy Allah ki marzi sy or bachon sy intiqam sa ly rha hy apni heromion ka dant dapat ker ky. Atiqa ny kam as kam byty sy banani tu sikha di:D
Re: @ 5:40
I suggest the following names for this drama
1- ab k hum bichrray
2- wo kahin bhi gaya lauta tau mere pas aaya
3-umraa'N langian pabba'N paa'R
4-Wo jo hum mai tum mai qarar tha
5-biwi jaye bharr mai
God I am good. :D
Re: @ 5:40
^^ MashaAllah nazar na lagy tumhari goodness ko:D