4 HHL

:smiley: meray acha bhai k liya

Yeh aankh roonay ke shiddat say laal thori he hey
**Malaal hey magar itna Malaal thora he hey **
Bus apnay wastaay he fikermund hain sub laug.
**Yahan kisi ko kisi ka khayal thora he hey **
Paroon ko kaat diya hey uraan say pehlay
**Yeh khauf-e-hijr hey shaud-e-visaal thora he hey **
Jawab yeh k abh koi jawab nahin
**Sawal yeh hey k abh yeh sawal thora he hey **
Maaza tu tubh hey k tum jaan bhoojh ker haaro
**Hamesha jeet he jana kamal thora he hey **
Lagana parti hey dubhki ubharnay say pehlay
Gharoob honay ka matlab zawal thora he hey


aao ker lain muqabla :faizy:


Re: 4 HHL

yeh kya he :emmy:…

Re: 4 HHL

Yea Bay’Niyazi Tu bas un ki Adaaat Hai Sanam
Un ki Ankhon mein Soar ka Baal thora he hay

:omg:

Re: 4 HHL

Peshow = puzzle :D

Aliyish - i can't stop laughing :p

Re: 4 HHL

:emmy:..

:bummer::..

Re: 4 HHL

:D